@sachin-5ttrqfc9
A Shayari Page poet
Followers
0
Content
13
Likes
Wafaadaar tha, isliye itne saal sambhala tujhe...
Agar bewafa hota, toh tujhe kabhi ka bhool chuka hota
Bhagwan jaante hain mere kirdar ko...
Main pyaar mein dhoka nahi deta, kabhi nahi
Jada milta tha mai tuze, ab Taras
jayegi par milunga nahi tuze
Sab kuch yaad hai... Bhulna mushkil hai.
Yaad hai, tujhe 'maa' kehkar pukarta tha,
Woh khoobsurat lamhe bhulana zaruri nahi hai...
Kyunki us waqt toh tu meri hi thi na?
Mohabbat ab bhi hai dil mein, magar teri kadar nahi rahi..
Khush toh dikh rahe hain sab, lekin aansoo abhi tak bhule nahi...
Itna waqt kyun barbaad kiya? Jana hi tha, toh seedhe seedhe chale jaate...
Mera dil toh masoom tha, tu samajh hi nahi paya... Warna tu bohot pehle hi jaanti ek masoom ke dard ko...
Sab kuch yaad hai... Bhulna mushkil hai. Yaad hai, tujhe 'maa' kehkar pukarta tha, tujhe apna maanta tha...